kurdhi Travel Guide
Edit This The best resource for sights, hotels, restaurants, bars, what to do and seekuradhi city nowshera say taqreeban 7km kay faslay par hay.
agar kisi nay natural resources dhakhnee hain to zaroor is city ka visit karay.
kaha jata hay k is city main pakistan azad honay say pahlay english koom abaad thi jis kay nishanat abhi bhee miltay hain.Taqreeban 100 saal pahlay yahan say kisi payghabar ka guzar hua jis nay aik paharhee(mountain) ko kaha k agar to allah k hukam par kharee hay to agay say hat ja or mujhay raasta(way)day isi tarah hua orwahan par abhi bhi hourses kay feets(paaonn)k nishanat lagay huay hain is mani koi jhoot nihi q k main khud kuradhi soon valley ka rahnay wala hoon

Part or or all of this text stems from the original article at: kurdhi soon valley khushab